Get Coupon & Deal Code For Your Website & Make Money from it | Part 2

Share it with your friends Like

Thanks! Share it with your friends!

Close

Part 1 : https://www.youtube.com/watch?v=o94IDS44HR8

Theme i use: https://www.themexl.com/wordpress_theme/couponfun

Our Website : http://www.aayiyesikhtehai.in/

(Camera, Tripod, Mic) I’m using :► https://goo.gl/XpHApu

Thx For Watching..
Hit Like & Subscribe Button
Don’t Forget to Subscribe

►Like Us on Facebook
https://www.facebook.com/Aayiye-Sikht…

►Follow us on Twitter
https://twitter.com/sikhte

►Follow us on Google+
https://plus.google.com/u/0/+AayiyeSi…

“Outro Template made by Grabster – Youtube.com/GrabsterTV”

◄▌Thx for Watching Our Video ▌

Comments

Master ji says:

V commission scam toh nahi cue links k bare m bhi btao sir…

KDJ Music [Official] says:

hello sir- मेरे एक ही एडसेंस से admob, और यूट्यूब कनेक्ट था। admob पर इनवैलिड क्लिक के कारण हमारा एडसेंस टर्मिनेट हो गया है, यूट्यूब में भी monetization टैब disable हो गया है। अब आप ये बताईए क्या अपने आप ये कभी इनेबल हो सकता है * और कितने दिनों में। भाई मेरी हेल्प करो

Umar Jan says:

Sir Youtube Creator Studio Me Error Show Horha Hy Plz Btai Kia Bat Hy Sir Help Us Plz

Stylo Rups says:

Ayiye sikhte h plz sir ye btayiye k m kise k bh live vedeo m comment nh kr pa rh Kya prblm ho skti h
Abhi subh m kr rh th comment option h nh show ho rha.plz sir help

Zubair Ahmad says:

Bhai mera old channel par monetization enable tha.. 12K+ watch time & 5k subscriber hain.. 2 din pehle mera monetisation cancel kardya gaya hai.. aisa kyu hua????

Ab reapply karne keh raha hai.. review hoga channel.. fir Mann hua to enable karenge kuch hafto me..

Ab kya karu???

Brown Boyz says:

Sir ek help chaheye mere video s par kafi aacha watch time AA Raha h par jaha monizion ke option par jate h to waha ye watch time stop hua pada h aage nhi badh Raha me Kya karu sir please help kardijiye

Punjabi M.K says:

Sir please reply. Sir video KA 30% hisa kitne minit hota ha

AB Entertainment Nahan says:

Nice video #abentertainment

Babloo ki Pranks says:

Bhai aapne bola tha ki aap apne video me YouTube channel promote karoge…Mera v kr do#BABLOO KI PRANKS .me jiss account se aapko comment Kar rha hu yahi Mera channel hai so plzz bhaiya kr do

Tech With Aadvik says:

Bhai channel pramot karoge kya please

ummi's mehndi says:

13 mahine ki mehnat ke baad kal jake monetization ON ho gaya. Bhai Thank you.
lekin ye fake copyright claim ka kya karu?? Ek ke bad ek aa rahi he aur meri mehnat ke paise koyi aur kha raha he.
https://youtu.be/BqFzHq_q30Q
Is video pe bhi sound recording ke liye claim he. Ye bhi mera original content he.

Jai Mata Dee says:

Agar aap iske bare me jante hai to mujhe bataye

Jai Mata Dee says:

You tube video ka search location kaise band kare Sirph aur Sirph 1 Area Me

ALL IN ONE editz says:

Sir mera monitize 30 tarik ko band huwa hai 25 days keliye, bhai iss month AdSense mey paysa update hoga?

Comedy Hunters says:

Sir. Mera phone pe jo network settings k option se Aata hai na .. wo sab ku6 touch hi nahi kiya ja raha . Q aisa ho raha ha sir.

Insane Workout says:

Agar google adsense ka strike mere youtube chanel pe aata hai tho kya voh mere blogging pe bhi effect karega. Pls sir bataeye

AB Entertainment Nahan says:

Bhai aapke sponsor link par click krke visa ka card accept nhi kr rha….
Bhut try ki but nhi ho rahaa
What to do???

sandeep kumar says:

Thku sir for great information.. Sir I need lens sir.. I love photography.. I am student.. Not much money
Sandeepk428@gmail.com

Sonali Sinha says:

Sir ek tech youtuber fake giveaway kar rahi hai aur apne subscribers badha rahi hai
Agar koi negative comments karta hai to wo delete kar ke block kar deti hai. Jaha tak mujhe pata hai youtube me ye mention karna hota hai k wo giveaway kaise ho rha hai i mean jaise aapko products milte hai review ke liye ya as a gift. But uske channal pe aisa kuch bhi nahi. Wo giveaway me view aur likes ka target itna high rakhti hai jo ke TG Ke liye bhi mushkil ho pura karna aur uske liye to impossible hai. In short giveaway kabhi hoga hi nahi bas subscribers aur ingagement badha rahi hai
Ye sab fake hai. Kya iske liye kuch nai ho sakta ? Ye to galat hai na logo ko bewakoof bana rahi hai. Jo log mehnat kar rhe hai unka kuch nai hoga aur aise log aage badhenge kya ye sahi hai?

Write a comment

*